Ahmad Faraz Ghazal | Ahmad Faraz Ghazal in Urdu | Ahmad Faraz Urdu Ghazal | Ahmad Faraz Ghazal in Urdu Text

Ahmad Faraz Ghazal | Ahmad Faraz Ghazal in Urdu | Ahmad Faraz Urdu Ghazal | Ahmad Faraz Ghazal in Urdu Text, Roman Urdu, Hindi and English Text
Ahmad Faraz Ghazal | Ahmad Faraz Ghazal in Urdu | Ahmad Faraz Urdu Ghazal | Ahmad Faraz Ghazal in Urdu Text
Ahmad Faraz Ghazal | Ahmad Faraz Ghazal in Urdu | Ahmad Faraz Urdu Ghazal | Ahmad Faraz Ghazal in Urdu Text




یہ عالم شوق کا دیکھا نہ جائے
وہ بت ہے یا خدا دیکھا نہ جائے
یہ کن نظروں سے تو نے آج دیکھا
کہ تیرا دیکھنا دیکھا نہ جائے
ہمیشہ کے لیے مجھ سے بچھڑ جا
یہ منظر بارہا دیکھا نہ جائے
غلط ہے جو سنا پر آزما کر
تجھے اے بے وفا دیکھا نہ جائے
یہ محرومی نہیں پاس وفا ہے
کوئی تیرے سوا دیکھا نہ جائے
یہی تو آشنا بنتے ہیں آخر
کوئی نا آشنا دیکھا نہ جائے
یہ میرے ساتھ کیسی روشنی ہے
کہ مجھ سے راستہ دیکھا نہ جائے
فرازؔ اپنے سوا ہے کون تیرا
تجھے تجھ سے جدا دیکھا نہ جائے


yeh aalam shoq ka dekha nah jaye
woh buut hai ya kkhuda dekha nah jaye
yeh kin nazron se to ne aaj dekha
ke tera dekhna dekha nah jaye
hamesha ke liye mujh se bhichar ja
yeh manzar baarha dekha nah jaye
ghalat hai jo suna par aazma kar
tujhe ae be wafa dekha nah jaye
yeh mehroomi nahi paas wafa hai
koi tairay siwa dekha nah jaye
yahi to aashna bantay hain aakhir
koi na aashna dekha nah jaye
yeh mere sath kaisi roshni hai
ke mujh se rasta dekha nah jaye
faraz apne siwa hai kon tera
tujhe tujh se judda dekha nah jaye

इस दुनिया को एक शौक के रूप में नहीं देखा जाना चाहिए
वह एक मूर्ति है या भगवान को नहीं देखा जाता है
आज आपने इसे कैसे देखा?
कि आपकी नजर न लगे
मुझे हमेशा के लिए छोड़ दो
इस दृश्य को बार-बार नहीं देखा जाना चाहिए
सुनने की कोशिश करना गलत है
बेवफा के रूप में नहीं देखा जाना चाहिए
यह अभाव नहीं बल्कि निष्ठा है
तुम्हारे सिवा किसी को दिखाई न पड़े
यही वे अंत में परिचित हो जाते हैं
अपरिचित मत देखो
यह मेरे साथ क्या प्रकाश है
कि मैं रास्ता नहीं देख सकता
फ़रज़, तुम्हारे सिवा तुम्हारा कौन है?
आपको अपने से अलग नहीं देखा जाना चाहिए


This world should not be seen as a hobby
He is an idol or God is not seen
How did you see it today?
That your sight may not be seen
Leave me forever
This scene should not be seen again and again
It is wrong to try to hear
Don't be seen as unfaithful
It is not deprivation but loyalty
Let no one be seen except you
This is what they become acquainted with in the end
Don't look unfamiliar
What a light it is with me
That I may not see the way
Faraz, who is yours except you?
You should not be seen apart from you


Thanks for Your Response. 

You can also use these pictures and text for free for these topic:

  Ahmad Faraz Urdu Ghazal.

Ahmad Faraz Ghazal.

  Ahmad Faraz ghazal in Urdu.
Ahmad Faraz Ghazal in Urdu Text

Post a Comment

0 Comments