Naz Khialvi Poetry | Naz Khialvi Ghazal | Naz Khialvi Shayari | Naz Khialvi Ghazal in Urdu Text

Naz Khialvi Poetry | Naz Khialvi Ghazal | Naz Khialvi Shayari | Naz Khialvi Ghazal in Urdu Text, Roman Urdu, Hindi and English Text
Naz Khialvi Poetry | Naz Khialvi Ghazal | Naz Khialvi Shayari | Naz Khialvi Ghazal in Urdu Text
Naz Khialvi Poetry | Naz Khialvi Ghazal | Naz Khialvi Shayari | Naz Khialvi Ghazal in Urdu Text




دل کا ہر زخم جواں ہو تو غزل ہوتی ہے
درد نس نس میں رواں ہو تو غزل ہوتی ہے
دل میں ہو شوق ملاقات کا طوفان بپا
اور رستے میں چناں ہو تو غزل ہوتی ہے
شوق حسرت کے شراروں سے جلا پاتا ہے
جان جاں دشمن جاں ہو تو غزل ہوتی ہے
کچھ بھی حاصل نہیں یک طرفہ محبت کا جناب
ان کی جانب سے بھی ہاں ہو تو غزل ہوتی ہے
شوکت فن کی قسم حسن تخیل کی قسم
دل کے کعبے میں اذاں ہو تو غزل ہوتی ہے
میں اگر ان کے خد و خال میں کھو جاؤں کبھی
وہ کہیں ناز کہاں ہو تو غزل ہوتی ہے

 dil ka har zakham jawaa ho to ghazal hoti hai
dard nas nas mein rawan ho to ghazal hoti hai
dil mein ho shoq mulaqaat ka tufaan bapaa
aur raste mein chana ho to ghazal hoti hai
shoq hasrat ke shararon se jala paata hai
jaan jaan dushman jaan ho to ghazal hoti hai
kuch bhi haasil nahi yak Tarfah mohabbat ka janab
un ki janib se bhi haan ho to ghazal hoti hai
Shaukat fun ki qisam husn takhayyul ki qisam
dil ke kaabay mein azan ho to ghazal hoti hai
mein agar un ke khad o khhaal mein kho jaoon kabhi
woh kahin naz kahan ho to ghazal hoti hai

दिल का हर घाव ग़ज़ल है
अगर नस में दर्द बह रहा है, तो ग़ज़ल का प्रदर्शन किया जाता है
दिल में जोश का तूफान है
और रास्ते में एक ग़ज़ल आती है
शौक लालसा की चिंगारियों से जलता है
दुश्मन के मरने पर ग़ज़ल पेश की जाती है
कुछ भी हासिल नहीं हुआ, एकतरफा प्यार, सर
अगर उनसे हाँ, तो ग़ज़ल की जाती है
मैं शौकत कला की कसम खाता हूं, मैं सुंदर कल्पना की कसम खाता हूं
अगर दिल के काबा में अज़ान है तो ग़ज़ल पेश की जाती है
अगर मैं कभी उनके खालीपन में खो जाता हूं
जहां भी उसे गर्व होता है, वह गजल है

Every wound of the heart is a ghazal
If the pain is flowing in the vein, then ghazal is performed
There is a storm of passion in the heart
And on the way there is a ghazal
Hobby burns with the flames of longing
Ghazal is performed when the enemy dies
Nothing is achieved, one-sided love, sir
If yes from them, then ghazal is done
I swear by Shaukat's art, I swear by beautiful imagination
If there is azan in the Kaaba of the heart, then ghazal is performed
If I ever get lost in their emptiness
Wherever she is proud, it is a ghazal



Thanks for Your Response.
 

You can also use these pictures and text for free for these topic:

Naz Khialvi Ghazal Poetry.
Naz Khialvi poetry.

  Naz Khialvi Shayari in Urdu.

Naz Khialvi ghazal in Urdu Text


Post a Comment

0 Comments